Tuesday, February 17, 2009

Mujhy Na Bhoolna

Khobsurat Hey Zindagi Khuwab Ki Tarah,
Jane Kub Toot Jaye Kaanch Ki Tarah,
Mujhy Na Bhoolna
Kisi Baat Ki Tarah,
Apne Dil Mey Hi Rakhna Khoobsurat Yad Ki Tarah...

Zindagi

Is do pal ki zindgi mey tanhai kyun hai,
Logo ko hamse shikayat kyun hai,
Is dunia mey insaan kam to nahi,
Phir mere saath sirf meri parchai kyun hai...

Dard

Dil kay dard chupana kitna mushkil hota hai,
Toot kay phir muskurana kitna mushkil hota hai,
Door jab chaloo kisi kay saath to phir,
Tanha laut kay ana kitna mushkil hota h

Is do pal ki zindgi mey tanhai

Paigam

Ae khat ja unke hatho ko chum le.
wo padhe to unke hotho ko chumle.
khuda na kare wo phar bhi dale,
to girte girte unke kadmo ko chum lay.

Friday, February 13, 2009

Khobsurat

Khobsurat Hey Zindagi Khuwab Ki Tarah,
Jane Kub Toot Jaye Kaanch Ki Tarah,
Mujhy Na Bhoolna
Kisi Baat Ki Tarah,
Apne Dil Mey Hi Rakhna Khoobsurat Yad Ki Tarah...

Zindagi

Is do pal ki zindgi mey tanhai kyun hai,
Logo ko hamse shikayat kyun hai,
Is dunia mey insaan kam to nahi,
Phir mere saath sirf meri parchai kyun hai...

Dard

Dil kay dard chupana kitna mushkil hota hai,
Toot kay phir muskurana kitna mushkil hota hai,
Door jab chaloo kisi kay saath to phir,
Tanha laut kay ana kitna mushkil hota h

Is do pal ki zindgi mey tanhai

Khuda

Ae khat ja unke hatho ko chum le.
wo padhe to unke hotho ko chumle.
khuda na kare wo phar bhi dale,
to girte girte unke kadmo ko chum lay.

Saza

Jane kis baat ki mujhko saza deta hai,
meri hasti hui ankhon ko rula deta hai,
Ek muddat se khabar bhi nahi teri,
koi is tarah bhi kya apne Pyar ko bhula deta hai.

Sapno

Kitna bhi chaho na bhol paoge
Hum se jitna dur jao nazdik pao ge
Humein mita sakte ho to mita do
yaadein meri, magar..
kya sapno se juda kar pao ge humein

Dost

Dosti ghazal hey gungunanay k liye,
Dosti naghma hay sunanay k liye,

Yeh woh jazba hay jo sub ko milta nahin,
Kiyon k hosla chahiye dosti nibhanay k liye..

Dost

Aaap jaisa dost har ek ka khwab hota hai,
Jin ka alag andaaz hota hai,
Asma ka koi hisab nahi hoya,
Par Aap
Kejaisa ek dost taro me aftab hota hai.

Wada

wada to nahi karte ki dosti nibhayenge,
koshish yahi rahegi ki aapko nahi satayenge,
jarurat pade to dilse pukarna,
marte bhi honge to Mohlat lekar Aayenge

bhoolaye nahi jaate

Sabhi nagme saaz mein gaye nahi jaate,
sabhi log mehfil mein bulaaye nahi jaate,
kuch paas reh kar bhi yaad nahi aate,
kuch dur reh kar bhi bhoolaye nahi jaate…

Bewafaa nahi hoti

Wo to majborioon main lipti hain
Apney shiddat bharey khyaloon main
Apney ander chhupi ek aurat main
Wo hamesha hi darti rehti hain
Na to jeeti hain na to marti hain
Larkiyaan bewafaa nahi hoti
Per Hamesha hi darti rehti hain
Apne reeti or rawajoon se
Any waley naye azaboon se
Zardurat main khily ghulaboon se
Pyaar kerti hain or chhupati hain
Larkiyaan Bewafaa nahi hot
Kyuon ki majborioon main lepti hain
Or her lamha darti rehti hain
Apney pyaar se apney saye se
Apney rishton se dil ki dharkan se
Apni khowahish se apni kushioon se
Larkiyaan Bewafaa nahi hoti !!!

bewafa nahi hoti

Jab sawan main tanha bheego gay,
jab aangan khali paao gay,
jab saahil say takrati lehroon main,
apne tanhaai main kho jao gay,
jab raat kay tanha daaman mein,
tum chaand ko adha paoo gay,
jab khud say batain kartay kartay,
tum door kahin kho jaao gay,
jab dil ki baat chupani ko,
ham say nazar tum churao gay,
"main tum say mohabat karta hoon"
har bar yeh sunna chaaho gay,
in sab lamhon main jaan lena kay
"tum nahi HAM ban jaoo gay".

larkiyan bewafa nahi hoti

Door

Door chnad kahi jal raha ho ga
Kis ka dil machal raha ho ga
Uff yeh mera pairo mai chubhan kasi
Zaror mere koi apna kanto per chal raha ho ga

Muhabbat

Musafir Toh Bichar Jate Hein Rafaqat Kub Badalti He....
Muhabbat Zinda Rehti He, Muhabbat Kub Badalti He.....
Tumhi Ko Chahte Hein Aur Tumhi Se Pyar Karte Hein....
Ye He Barson Ki Adat Aur Adat Kub Badalti He....

Us nai kaha

us nai kaha tum main pehli si baat nahi
main nai kaha zindagi main tera sath nahi
us nai kaha u bhi kisi ki ankh main doob jate ho
main nai kaha ub kisi ankh mian wo gaihrai nahi
us nai kaha kyoon itna toot k chaha mughai
main nai kaha insan hoon pathar to nahi
us nai kaha kiya main bewafa hoon
main nai kaha mughai ub wafa ki talash nahi
us nai kaha bhool ja mughai
main nai kaha tum haqeeqat ho koi khawb to nahi

Muskurat

Waqt guzarta raha,
par sansey thami thi,
Muskura rahe the hum,
Par ankho mein nami thi,
Saath hamare ye jahan tha sara,
Par na jaane kyun tumhari kami thi...

Aansoo

Woh khud hi ho ruswa khudi maan jaye
Jo main rooth jaon to mujh ko manaye
Mere paas aaye zara muskaraye
Jo main ro paroon to woh aansoo bahaye

Khuda

"Khobsorat"
Kya kehdia
un ko,

Hum ko
Chor ker
Woh "Sheeshe"
ke ho gaye,

"Tarasha"
Nahi tha
To "Patthar" they,

"Tarash"
dia to
"Khuda" ho gaye..

Khuda

"Khobsorat"
Kya kehdia
un ko,

Hum ko
Chor ker
Woh "Sheeshe"
ke ho gaye,

"Tarasha"
Nahi tha
To "Patthar" they,

"Tarash"
dia to
"Khuda" ho gaye..

Rafta Rafta

Mainbhi khamosh nigahon say usay dekhta hoon,
Wo bhi chupke say kabhi aa k sada deti hai,
Kya khabar kal ki magar hamne suna hai aksar,
Rafta rafta yeh ada pyar barha deti hai.......!!!

Dard

Zikr-e-ulfat jab chala ek hadsa yaad aagaya,
Zakham dilke has diye wo bewafaya yaad aagaya,
Is tarah na guzri dardke maron ki raat,
Dard kuch itna badha bus khuda yaad aagaya...

Muskurake

Muskurake hum apna dard chipate hain
Hum wade-e-wafayee taumr nibhate hain
Par humpe aaj na hai kisi apne ko aetbaar
Aaj humein sab begaana batate hain

Dost

Log kahte hai kii jis se hum ne dosti ki hai
woh chand ka ek tukda hai
hum kehte hai ki jis se hum ne dosti ki hai
chand uus ka ek tukda hai

Dost

Log kahte hai kii jis se hum ne dosti ki hai
woh chand ka ek tukda hai
hum kehte hai ki jis se hum ne dosti ki hai
chand uus ka ek tukda hai

Yaadein

Kitna bhi chaho na bhol paoge
Hum se jitna dur jao nazdik pao ge
Humein mita sakte ho to mita do
yaadein meri, magar..
kya sapno se juda kar pao ge humein.

Dost

Yeh woh jazba hay jo sub ko milta nahin,
Kiyon k hosla chahiye dosti nibhanay k liye..

Dost

Yeh woh jazba hay jo sub ko milta nahin,
Kiyon k hosla chahiye dosti nibhanay k liye..

Dost

Dosti ghazal hey gungunanay k liye,
Dosti naghma hay sunanay k liye,

Mohlat

wada to nahi karte ki dosti nibhayenge,
koshish yahi rahegi ki aapko nahi satayenge,
jarurat pade to dilse pukarna,
marte bhi honge to Mohlat lekar Aayenge…

Aapke Baad

Jab tanhai me aapki yaad aati hai,
Hontho pe ek hi fariyad aati hai…
Khuda aapko har khushi de,
Kyonki aaj bhi hamari har khushi aapke baad aati hai..

Pyaar

Lamhe judai ke bekarar karte hain,
Haalat meri mujhe laachar karte hain,
Aankhe meri pad lo kabhi,
Ham khud kaise kahe ki
hum aapse pyaar karte hain

Baat

Jub bhi buzy rahe mera mobile,
Tou samajh laina aap ki salamti k liye,
meri khuda say baat hoti hai

Saath

Ankhon say barsat hoti hai,
Jab bhi aap ki yaad saath hoti hai,

Dost

“UMER” ho aap ki sitaron jitni lambi
aisa “DOST” kahan aur kisi k “PAAS” hota hai

DOST

Doorie ho to phir “AHSAS” hota hai,
“DOST” k bina jeevan “UDAAS” hota hai,

aap humein mil jayein

Khwaish hai ye humari ki bas aap humein mil jayein
Chahte hain hum ye ki mohabbat mein ek baar aajmayein
Aap humein aajmayein aur ankhein band karke hum jaan dejayein

Jaan

Sath rahe tu mere ye dua mangi hai khuda se,
Sari Jindgi yu he pyar barsati rahe mere par,
Ye he gujari hai khuda se,
Meri jindgi pyar se bhar gay hai HABIB
Jab se tu meri "jaan"ban gay hai.

pyaar

Kuch toh wajah hogi unke inkaar ki,
Ya phir hamari hi taqdir nahi unka pyaar pane ki,
Sochate hai chupa lenge unse joostju hamare dil ki,
Lekin ummeed toh hume aaj bhi hai unke laut aane ki...

kafi hai

Ab toh jeene ke liye woh ehsaas hi kafi hai,
Khush rehne ke liye unka didar hi kafi hai,
Itna khudgarz ya kamjor nahi mera pyaar,
Ab toh zinda rehne ke liye unke saath guzare kuch lamhat hi kafi hai...

yaad

The real definition of
"yaad"
yaad wo nahi jo tenhai mein aye
yaad wo hai jo mehfil mein aaye aut tanha karjaye!

umar

Ab umar ho gayi hai dil ki kitaab mein,
kuch khusk paton ke siva kuch nahin raha,
jazbaat tamaam kho gaye lamhon ki dhool mein,
ab dil mein dharkanon ke siva kuch nahi raha

Ansoon

Dard kitne hai bata nahi sakti,
Zakhm kitne hai dikha nahi sakti,
Ankhon se samjh sako to samjh lo,
Ansoon gire hai kitne gina nahi sakti

khawab

Daag ansuon se dhoye hain,
Jab bhi tanha huye hain roye hain,
Dil mein kyonkar na uge yaad teri,
Dil mein tere hi khawab boye hain.

Yaad mein teri

Yaad mein teri aankhe bharta hai koi,
har saans ke saath tujhe yaad karta hai koi,
maut to sachai hai aani hai,
lekin teri judaai mein har roz marta hai koi....!

Mujhse Apna Payar

Mujhse Apna Payar Kabhi Wapas Mat Laina
Mujhse ye iqrar Kabhi Wapas Mat Laina
Kehte Rehna Har Pal Main Tumra Hon
Mujh Sai ye izhar Kabhi Wapas Mat Laina

Hunar bolte hai

Parindo ko milegi manzil ek din,
ye faile hue unke par bolte hai,
wohi log rehte hai khamosh aksar,
zamane me jinke hunar bolte hai...

Yaade

Ye din ye raat ye lamhey mujhe acchey lagte hain.
Tumhen sochon to saare silsile acche lagte hain.
Boht door tak chalna magar phir b wohin tak rehna.
Mujhe tum se tum tak fasle acchey lagte hain.

Mulakaat

Na Jane Phir Apni Mulakaat Kab Hogi,
Jo Adhuri Rahi Vo Baat Kab Hogi,
Dil To Lamha Lamha Apki Yaad Mei Duba
Ab Shaam Ke Baad Na Jane Raat Kab Hogi

Love

Har Kadam Per Imtehan Laiti Hai Zandagi
Har Waqt Nayaa Sadma Deti Hai Zandagi
Hum Zandagi Say Kia Shikwa Karain
Aap Jaisay Dost Bhi Tu Dayti Hai Zandagi

Bhikari bana diya

Beggar: Saab 12 Rs do na coffee peeni hai.
Man: Lekin coffee to 6Rs ki hai?
Beggar: Par saab girlfrend bhi to hai.
Man: Bhikari hokar bhi GF banali.
Beggar: Na saab,GF ne Bhikari bana diya!

Happy Vel'nt day

Some 1 asked me what make u Happy?
He Xpected me 2 say wealth & fame but suddenly
Cell Beeped & your sms came
I Smiled n said. This makes me happy!
Happy Vel'nt day

Happy Vel'nday

No Need to sit with me when I am am sad,
No need to talk to me when I am suffered,
No need to cry for me when I am dead,
But Don't for get me when I am alive
Happy Vel'nday

Wednesday, February 11, 2009

Love

We only regard those unions as real examples of love and real marriages in which a fixed and unalterable decision has been taken. If men or women contemplate an escape, they do not collect all their powers for the task. In none of the serious and important tasks of life do we arrange such a "getaway." We cannot love and be limited

Love

How on earth are you ever going to explain in terms
of chemistry and physics so important a biological
phenomenon as first love?

Love

All The Love That History Knows,
Is Said To Be In Every Rose.
Yet All That Could Be Found In Two,
Is Less Than What I Feel For You.

Birthday

A smile is a curve that sets everything straight and wipes wrinkle away
hope u share a lots and receive a lots 4 days 2 come
happy Birthday ...

Birthday

Flying papers , multi colours of balloon,
-Flying papers , multi colours of balloon,
delicated blossom, fantastic people, love and laughter.
What it describes? HAPPY BIRTHDAY

Birthday

A prayer: 2 bless ur way
A wish : 2 lighten ur moments
A cheer: 2 perfect ur day
A text: 2 say HAPPY BIRTH DAY

Birthday

Kick off your shoes,take a break,Crank the tunes,
Dance & Shake,light the candles,cut the cake .
Make it a day,that's simply Great!!! Happy B'Day....

Birthday

Its a nice feeling when you know that someone likes you,
someone thinks about you,
someone needs you;
but it feels much better when you know that someone never ever forgets your birthday.
"HAPPY BIRTHDAY".

Birthday

Forget abt D past you cant change it,
Forget abt d future You cant predict it
Forget abt d present I dint get you one
Happy birthday!!!

fir ikraar karte hain

Lo aaj hum fir ikraar karte hain,
Ki hum aap hi se pyar karte hain,
Dekhte hai pahle kon aata hain Humari Maut ya aapka Paigaam,
Hum dono ka palke bichhaye intezaar karte hain !

Koun hai ab ke jiske chehre par

Koun hai ab ke jiske chehre par

Kis kadar zulm dhaya karti ho,
Yeh jo tum bhool jaya karti ho,

Kiska ab haath rakh ke seene par,
Dil ki dhadhkan sunaya karti ho,

Hum jahan chaye peene jaate the,
Kya waha ab bhi aaya karti ho,

Koun hai ab ke jiske chehre par,
Apni palkon ka saaya karti ho,

Kyo mere dil mein rakh nahI deti,
Kis liye gam uthaya karti ho,

Phone par geet jo sunaati thi,
Ab wo kis ko sunaya karti ho,

Aakhiri khat mein usne likha tha,
Tum mujhe yaad aaya karte ho.

Yaadon Mein Har Pal Rahti Ho Tum

Yaadon Mein Har Pal Rahti Ho Tum


Yaadon Mein Har Pal Rahti Ho Tum,
Kabhi Na Dil Mein Khayaal Ho Tera Kam,
Tamanna Hai Yeh Dilki Mere,
Ki Tujhe Kabhi Chaahun Na Kam,
Bayaan Karun Jau Hai Dil Mein Mere,
Kahe Na Chaahen Hum,
Kahe Na Chaaho Tum,
Par Bayaan Karen Tau Hum Kaise Karen,
Dilse Hothon Tak Aaye Par,
Kahe Na Paayen Hum,Kahe Na Pao Tum.

Kesy Meta Don

Kesy Meta Don

Kesy Meta Don Tujhe Zindgi Ke Kitab Se
Tu Intisab Hey Harf Harf Izhar HeY Mera

Tu Kehta Hey Na Sochon Tujh Ko
Tumhein Maloom Nahin Tu Lamha Lamha Sans Hey Mera

Kesy Khon Don Tera Chehra Tere Ankhein
Tu Manzar Manzar Nishan Hey Mera

Rabta Bhi Nahi

Mera Khud Se Rabta Bhi Nahi

Samny koi rasta bhi nahi
mera khud se rabta bhi nahi

yaad rakhna bhi ik azab hua
bhol jany ka hosla bhi nahi

ik din wo mujhe bulaye ga
kia yaqeen hai jo toot_ta bhi nahi

waswasey dil ko kion sataty hain
wo abhi to wo bewafa bhi nahi

lamha lamha tumhare naam kia
aur kuch mere paas tha bhi nahi

Birthday

A BIRTHDAY WISH REMINDS U THE FIRST CRY
MAMMA...
START UR DAY WITH HER ...
SWEET BLESSINGS THE DAY WILL BE YOURS .
MANY HAPPY RETURNS...
MY DEAR

Birthday

wishing u a day soft as silk.....
white as milk.....
sweet as honey&full of money.
may all your dreams come true....
HAPPY BIRTH DAY...

Birthday

Your birth day is the perfect day to say I care,
because you will remember me when u certainly make it a big affair,
and when you do hold a party...
I bet you will be the one who would care
to make Your special day a costly affair!!!!

Birthday

No cholesterol n No Addictive
Dis is all natural except, with a lot of sugar.
But it can never be as sweet as the one reading it.
Smile N Happy Birthday..

Good Night

Andhera Is Hoing,
Dogs are Bhoking,
Bats are Uding,
Stars are Timtimaing,
Jhingurs are Chillaing,
and my dear,
You are Still Jaging,
Go to Bed and do soing-soing,
Good Night