Friday, September 17, 2010

Eid ka ye Tyohaar

Suraj ki kirne,
taaron ki bahaar...
Chand ki chandni,
apno ka pyaar...
Har ghadi ho khushaal.
ussi tarhan mubarak ho aapko Eid ka ye Tyohaar!

Ganesh chaturthi

Ganesh chaturthi nimita hardik subhecha from ( your name)

Eid mubarak

Eid mubarak . Always be happy, always wear a smile, not because life is full of reasons to
smile, But ur smile itself is a reason for many others to Smile...

Eid Mubarak .

May this crescent of Eidul Fitr - Celebration of Fasting breaking - inscribe our entire
life on D core of Ramzan i.e. pasion, care 4 others & TOGATHERNES. Eid Mubarak .

Eid Mubarak

Aasman se todkar "tara" diya hai.
Aalam - e - tanhai me ek sahara diya hai.
Meri "kismat" b "Naaz" karti hai mujh pe.
khuda ne " Dost" hi itna pyara diya hai... Eid Mubarak

SULTAN MIRZA

Mahek Whisky ki kabhi kam nahi hoti,
Pine se Zindagi Khatam Nahi Hoti,
Botal K Sath Ho Agar Namkin or Gold Flake,
To Zindagi SULTAN MIRZA se kam nahi hoti....

Well Come to Such Ka Samna

Well Come to Such Ka Samna!
Aapke liye pahla sawal,
Kya aapne mandir se Chappal Churana chod diya.?
Jabab sirf haa ya naa me di jiye.!
To aap ka jawab kya he.

Jin & Aaqa

Jin : Kya hukum hai mere Aaqa..?
Aaqa : Mere A/c me 50 Cr. Cash aur Katrina se shadi 10 Sec. mein kara do.
Jin : Aaqa.....!Hukum karo .Bakwass Nahi.

Shohar & Biwi

Shohar : kaha ja rahi ho?
Biwi : Chand Dekhne!
Shohar : us chand ko kya dekh rahi is chand ko dekh.
Biwi : Mujhe "ID" ka chand dekhna hai "AMAAVAS" ka nahi"::

In life there r five things U shouldNot Lose

In life there r five things U shouldNot Lose
1) CHARACTER
2) SELF RESPECT
3) HOPE
4) HEART
And
???????
5) Well , u know My nme .. Gn
( Write Your Name).

NAMAZ ki fikr rakho

NAMAZ ki fikr rakho BALANCE ki tarha,
AZAN sun kar utho RINGTONE ki tarha,
QURAN dhyan sePADHO SMS ki tarha,
DUNIA me BUSY na ho jana NET - WORK ki tarha!

Khush - Haali laanay waali 7 cheezain :

Khush - Haali laanay waali 7 cheezain :
1. Quran ki Tilaawat.
2) namaaz ki Paabandi.
3. ALLAH ka shukra Ada karna.
4. Majboor ki madad karna.
5. Gunahon se Tauba.
6. Azeezon se Achha sulook.
7. Subah k waqt surah yaseen aur shaam k waqt surah waqia ki Tilaawat.

Namaz qabul hogai hai.

Sahaba (r.t.a) ne Huzur (S.A.W.) se pucha hume keise pata chalega humari namaz qabul hogai hai. To Aap (S.A.W.) Ne farmaya k agli namaz padne ko ji karega..

Hazrat ali R.T.A.H ne farmaya

Hazrat ali R.T.A.H ne farmaya K bahadur vo shakhs nahi jo sher se lad kar use marde, farmaya k taqtvar vo hae jo apne NAFAS pe Qabu kar k uski KHWAHISHO ko mare.

Nabi Sallallahu alaihi wa sallam ne farmaya

Alhamdulillah Nabi Sallallahu alaihi wa sallam ne farmaya Rahmat ke Farishte us ghar mai dakhil nahi hote jisme koi kutta ya tasvir ho. (Bukhari Sharif)

Plz Start Namaz

Jiski Namaz Zindgi achi,
jiski zindagi Achi Uski Mout Achi,
Jiski Mout Achi Uski Aakherat Achi,
Jiski Aakherat Achi Uski Jannat Pakki ,
Plz Start Namaz

Hazrat Ali Ne farmaya

Hazrat Ali Ne farmaya Apni zuban ki tezi us maa par mat azmao jisne tumhe bolna sikhaya.

Nabi - E - karim ne farmaya

Nabi - E - karim (Sallalaahu Alaihi wa sallam) ne farmaya - ,
1) Liaas ki saadgi imaan ki alamataon mei se 1 alamat hai...
2) Dua ke siwa koi cheez Taqdeer k Faisle ko badal nahi sakti..
3) Neki ke siwa koi cheez gam ko nahi kam kar sakti...
4) Sadka k siwa koi cheez musibat ko taal nahi sakti...
5) Zakaat ke siwa koi cheez daulat aur maal ko pak nahi bana sakti..
6) Khuda ke khaof se tanhai mei rone k siwa koi cheez ALLAH ki Narazgi ko nahi mita sakti..
7) ALLAH us Shaqs ko AABAAD rakhta hai jo Hadees sunkar us par AMAL kare aur fhailay..